Khudkhushi Lyrics – Neeti Mohan |Sourav Roy:- “Khudkhushi” is Latest Hindi song sung by Neeti Mohan featuring Priyank Sharma, Rashmi Jha. Its Lyrics written by Shabbir Ahmed and music of new song is given by Sourav Roy

Song Details:
Song: Khudkhushi
Singer: Neeti Mohan
Music: Sourav Roy
Featuring Artists: Priyank Sharma , Rashmi Jha
Label: T-Series
Khudkhushi Lyrics – Neeti Mohan |Sourav Roy
Aaj nahi yaar bachna tera
Aisa nasheela fitur mera
Aaj nahi yaar bachna tera
Aisa nasheela fitur mera
Tere nashe mein behakati huyi
Betabiyon ko samajh le zara
Tu bhi yahan, main bhi yahan
Aa sath mere jee le
Mere husn ka, mere ishq ka
Seene mein zehar bhar le
Aa khushi se, khusi se, khusi se
Aa khushi se khudkhushi kar le
Aa khushi se khudkushi kar le
Aa aa khushi se khudkhushi kar le
Arre aa khushi se khudkushi kar le
Door na ja, paas aaja
Mujhko baahon mein bhar le zara
Lamha lamha yeh keh raha hai
Ishq mein tu bigad le zara
Jeena hi hai tujhko agar
Ek baar yaar mar le
Mere husn ka, mere ishq ka
Seene mein zehar bhar le
Aa khushi se, khusi se, khusi se
1 2 3 4
Aa khushi se khudkhushi kar le
Aa khushi se khudkushi kar le
Aa aa khushi se khudkhushi kar le
Arre aa khushi se khudkushi kar le
Aaj nahi yaar bachna tera
Aisa nasheela fitur mera
Tere nashe mein behakati huyi
Betabiyon ko samajh le zara
Tu bhi yahan, main bhi yahan
Aa sath mere jee le
Mere husn ka, mere ishq ka
Seene mein zehar bhar le
Aa khushi se, khusi se, khusi se
Aa khushi se khudkhushi kar le
Aa khushi se khudkushi kar le
Aa aa khushi se khudkhushi kar le
Arre aa khushi se khudkushi kar le
Door na ja, paas aaja
Mujhko baahon mein bhar le zara
Lamha lamha yeh keh raha hai
Ishq mein tu bigad le zara
Jeena hi hai tujhko agar
Ek baar yaar mar le
Mere husn ka, mere ishq ka
Seene mein zehar bhar le
Aa khushi se, khusi se, khusi se
1 2 3 4
Aa khushi se khudkhushi kar le
Aa khushi se khudkushi kar le
Aa aa khushi se khudkhushi kar le
Arre aa khushi se khudkushi kar le
"Khudkhushi" Video:-
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.
Emoji